Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hazar qisse sunata raha gilas ka rang

Shan Bharti

hazar qisse sunata raha gilas ka rang

Shan Bharti

MORE BYShan Bharti

    hazār qisse sunātā rahā gilās rang

    miTā sakā na magar mere lab se pyaas rang

    dar-e-yaqīñ pe musalsal gumāñ dastak hai

    ubhar na jaa.e kahīñ ek din qayās rang

    asar ko chāhiye kuchh aur 'ājizī shāyad

    mirī du'āoñ meñ shāmil hai iltimās rang

    chaman meñ zard rutoñ ke nuqūsh raushan haiñ

    chamak rahā hai magar kyāriyoñ meñ ghaas rang

    javāz kuchh bhī nahīñ ab pa.e-shumār-e-nafas

    koī umiid ḳhushbū na koī yaas rang

    hazar qisse sunata raha gilas ka rang

    miTa saka na magar mere lab se pyas ka rang

    dar-e-yaqin pe musalsal guman ki dastak hai

    ubhar na jae kahin ek din qayas ka rang

    asar ko chahiye kuchh aur 'ajizi shayad

    meri du'aon mein shamil hai iltimas ka rang

    chaman mein zard ruton ke nuqush raushan hain

    chamak raha hai magar kyariyon mein ghas ka rang

    jawaz kuchh bhi nahin ab pae-shumar-e-nafas

    koi umid ki KHushbu na koi yas ka rang

    Source:

    (Pg. 87)

    • Author: Shan Bharti
      • Publisher: M. R. Publications, New Delhi
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now