Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hijr ka chand dard ki naddi

M Kothiyavi Rahi

hijr ka chand dard ki naddi

M Kothiyavi Rahi

MORE BYM Kothiyavi Rahi

    hijr chāñd dard naddī

    yahī sūrat hai apnī duniyā

    regzāroñ meñ sañg khilte haiñ

    jaise bāġhoñ meñ shāḳh shāḳh kalī

    merā ghar hai ki 'mīr'-sāhib

    uf ye hoñToñ pe talḳh talḳh hañsī

    aa gayā mausam-e-zamistāñ kyā

    aag justujū meñ raat kaTī

    kū-ba-kū dar-ba-dar bhaTakte hue

    dekh aaj maut bhī galī

    qufl hoñToñ TuuT kar rahā

    dil-e-afsurda raat biit chalī

    ek chaltī huī ġhazal par raat

    'rāhī'-e-ġham-zada ne nazm kahī

    hijr ka chand dard ki naddi

    yahi surat hai apni duniya ki

    regzaron mein sang khilte hain

    jaise baghon mein shaKH shaKH kali

    mera ghar hai ki 'mir'-sahib ka

    uf ye honTon pe talKH talKH hansi

    aa gaya mausam-e-zamistan kya

    aag ki justuju mein raat kaTi

    ku-ba-ku dar-ba-dar bhaTakte hue

    dekh li aaj maut ki bhi gali

    qufl honTon ka TuT kar hi raha

    dil-e-afsurda raat bit chali

    ek chalti hui ghazal par raat

    'rahi'-e-gham-zada ne nazm kahi

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 354)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now