Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hisar-e-ashiqi mein wajd ki haalat mein rahta hun

Alok Yadav

hisar-e-ashiqi mein wajd ki haalat mein rahta hun

Alok Yadav

MORE BYAlok Yadav

    hisār-e-āshiqī meñ vajd hālat meñ rahtā huuñ

    bahāreñ mujh meñ ḳhema-zan haiñ maiñ rāhat meñ rahtā huuñ

    kabhī masrūf thā maiñ āj-kal fursat meñ rahtā huuñ

    akelā huuñ so apnī zaat vus.at meñ rahtā huuñ

    jo ne aag baḳhshī hai usī meñ jal rahā huuñ maiñ

    hai tere qurb chāhat isī chāhat meñ rahtā huuñ

    na kuchh paane hasrat hai na kuchh khone ḳhatra hai

    bahut be-ḳhauf ho kar maiñ tirī sohbat meñ rahtā huuñ

    nikal aayā huuñ maiñ 'ālok' duniyā ke jhameloñ se

    na.ī bedāriyāñ haiñ fikr jannat meñ rahtā huuñ

    hisar-e-ashiqi mein wajd ki haalat mein rahta hun

    bahaaren mujh mein KHema-zan hain main rahat mein rahta hun

    kabhi masruf tha main aaj-kal fursat mein rahta hun

    akela hun so apni zat ki wusat mein rahta hun

    jo tu ne aag baKHshi hai usi mein jal raha hun main

    hai tere qurb ki chahat isi chahat mein rahta hun

    na kuchh pane ki hasrat hai na kuchh khone ka KHatra hai

    bahut be-KHauf ho kar main teri sohbat mein rahta hun

    nikal aaya hun main 'alok' duniya ke jhamelon se

    nai bedariyan hain fikr ki jannat mein rahta hun

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now