Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ho gai barham nigah-e-shauq shayad yar ki

Zeeshan Niyazi

ho gai barham nigah-e-shauq shayad yar ki

Zeeshan Niyazi

MORE BYZeeshan Niyazi

    ho ga.ī barham nigāh-e-shauq shāyad yaar

    ujḌī ujḌī hai sūrat nargis-e-bīmār

    jaam par jaam aaj saaqī ne nigāhoñ se diye

    phir bhī bhartī nahīñ niyyat kisī mai-ḳhvār

    phir nigāhoñ meñ koī sūrat kabhī utrī nahīñ

    dekh thī ik jhalak maiñ ne jamāl-e-yār

    phūñk degā terī bīnā.ī jamāl-e-rū-e-yār

    taab phir lā.egā kaise husn ke dīdār

    aa.ine 'zīshān' bikhre haiñ zamīñ par TuuT kar

    sah na paa.e ye bhī shiddat garmi-e-ruḳhsār

    ho gai barham nigah-e-shauq shayad yar ki

    ujDi ujDi si hai surat nargis-e-bimar ki

    jam par jam aaj saqi ne nigahon se diye

    phir bhi bharti hi nahin niyyat kisi mai-KHwar ki

    phir nigahon mein koi surat kabhi utri nahin

    dekh li thi ek jhalak main ne jamal-e-yar ki

    phunk dega teri binai jamal-e-ru-e-yar

    tab phir laega kaise husn ke didar ki

    aaine 'zishan' bikhre hain zamin par TuT kar

    sah na pae ye bhi shiddat garmi-e-ruKHsar ki

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now