Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hoga ham-chehra ru-e-dilbar ka

Meer Ali Ausat Rashk

hoga ham-chehra ru-e-dilbar ka

Meer Ali Ausat Rashk

MORE BYMeer Ali Ausat Rashk

    hogā ham-chehra rū-e-dilbar

    muñh koī dekhe māh-e-anvar

    chashm-e-tar jo imtihān karūñ

    naam koī na le samundar

    sang-e-ġham se na ho sakā sartāb

    kohkan ban gayā thā patthar

    ḳhud-numā.ī se kab milī fursat

    aa.ina kab huzūr se sarkā

    gardish-e-chashm idhar bhī ai saaqī

    na karūñgā savāl sāġhar

    kishvar-e-faqr be-takalluf hai

    ek hai hukm ḳhāk-e-vāfar

    mujh ko salmān qasam ai 'rashk'

    banda-e-kam-tarīñ huuñ bū-zar

    hoga ham-chehra ru-e-dilbar ka

    munh koi dekhe mah-e-anwar ka

    chashm-e-tar ka jo imtihan karun

    nam koi na le samundar ka

    sang-e-gham se na ho saka sartab

    kohkan ban gaya tha patthar ka

    KHud-numai se kab mili fursat

    aaina kab huzur se sarka

    gardish-e-chashm idhar bhi ai saqi

    na karunga sawal saghar ka

    kishwar-e-faqr be-takalluf hai

    ek hai hukm KHak-e-wafar ka

    mujh ko salman ki qasam ai 'rashk'

    banda-e-kam-tarin hun bu-zar ka

    Source:

    Intikhab-e-Rashk (Pg. 14)

      • Publisher: Uttar Pradesh Urdu Academy, Lucknow
      • Year of Publication: 1983
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now