Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

hui jo sham raste gharon ki samt chal paDe

Muslim Saleem

hui jo sham raste gharon ki samt chal paDe

Muslim Saleem

MORE BYMuslim Saleem

    huī jo shaam rāste gharoñ samt chal paḌe

    hameñ magar ye kyā huā ye ham kidhar nikal paḌe

    kisī ārzūoñ vo sard laash sahī

    kisī tarah to jism harārtoñ ko kal paḌe

    usī ġhaflatoñ pe merī azmateñ haiñ munhasir

    ḳhudā-na-ḳhāsta ki us niiñd meñ ḳhalal paḌe

    safar tavīl thā magar ghaTā uThī umiid

    kaḌī thī dhuup dekheñ kis pe sāya-e-ajal paḌe

    hui jo sham raste gharon ki samt chal paDe

    hamein magar ye kya hua ye hum kidhar nikal paDe

    kisi ki aarzuon ki wo sard lash hi sahi

    kisi tarah to jism ki hararton ko kal paDe

    usi ki ghaflaton pe meri azmaten hain munhasir

    KHuda-na-KHasta ki us ki nind mein KHalal paDe

    safar tawil tha magar ghaTa uThi umid ki

    kaDi thi dhup dekhen kis pe saya-e-ajal paDe

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now