Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

husn ka eatibar mat karna

Ranjan Azar

husn ka eatibar mat karna

Ranjan Azar

MORE BYRanjan Azar

    husn e.atibār mat karnā

    chaḌhte sūraj se pyaar mat karnā

    ḳhūn-e-nāhaq se sar-zamīn-e-vatan

    tum kabhī lāla-zār mat karnā

    shaaq hogī chaman tanhā.ī

    panchhiyoñ shikār mat karnā

    rahā huuñ maiñ tujh se duur bahut

    ab mirā intizār mat karnā

    zindagī ik fareb hai 'āzar'

    is tum e.atibār mat karnā

    husn ka eatibar mat karna

    chaDhte suraj se pyar mat karna

    KHun-e-nahaq se sar-zamin-e-watan

    tum kabhi lala-zar mat karna

    shaq hogi chaman ki tanhai

    panchhiyon ka shikar mat karna

    ja raha hun main tujh se dur bahut

    ab mera intizar mat karna

    zindagi ek fareb hai 'azar'

    is ka tum eatibar mat karna

    Source:

    Naya Kuchh Bhi Nahin (Pg. 78)

    • Author: Ranjan Azar
      • Publisher: Ranjan Azar
      • Year of Publication: 2012
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now