Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

husn ki barq-bariyan tauba

Muhiuddin Irfan

husn ki barq-bariyan tauba

Muhiuddin Irfan

MORE BYMuhiuddin Irfan

    husn barq-bāriyāñ tauba

    ishq par tāza-kāriyāñ tauba

    dil lagāte hosh kho baiThe

    shauq be-qarāriyāñ tauba

    āḳhirash dil ko ḳhaak kar Daalā

    aah shola-bāriyāñ tauba

    ġhair rabt ham se be-rabtī

    yaar aisī yāriyāñ tauba

    chashm-e-tar ab to zabt-e-girya kar

    yuuñ bhī kyā ashk-bāriyāñ tauba

    ham raheñ shauq-e-dīd meñ kab tak

    dil ummīdvāriyāñ tauba

    arsa-e-hijr-e-yār meñ 'irfāñ'

    dard ġham-gusāriyāñ tauba

    husn ki barq-bariyan tauba

    ishq par taza-kariyan tauba

    dil lagate hi hosh kho baiThe

    shauq ki be-qarariyan tauba

    aaKHirash dil ko KHak kar Dala

    aah ki shola-bariyan tauba

    ghair rabt hum se be-rabti

    yar ki aisi yariyan tauba

    chashm-e-tar ab to zabt-e-girya kar

    yun bhi kya ashk-bariyan tauba

    hum rahen shauq-e-did mein kab tak

    dil ki ummidwariyan tauba

    arsa-e-hijr-e-yar mein 'irfan'

    dard ki gham-gusariyan tauba

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now