Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

iman ka lutf pahlu-e-tashkik mein mila

Farhat Ehsas

iman ka lutf pahlu-e-tashkik mein mila

Farhat Ehsas

MORE BYFarhat Ehsas

    īmāñ lutf pahlū-e-tashkīk meñ milā

    ye chāñd jab milā shab-e-tārīk meñ milā

    barsoñ rahā huuñ kāsa-e-tanhā.ī ho ke maiñ

    ik din huzūr-e-yār mujhe bhiik meñ milā

    halkā ik laboñ ishāra thā bahut

    phir jo milā mujhe usī tahrīk meñ milā

    ziina mirī bulandī-e-darjāt banā

    tujh ko jo ye maza mirī taz.hīk meñ milā

    khāyā thā kis ke haath se 'ehsās-jī' ne paan

    ḳhūn-e-badan sab us bas ik piik meñ milā

    iman ka lutf pahlu-e-tashkik mein mila

    ye chand jab mila shab-e-tarik mein mila

    barson raha hun kasa-e-tanhai ho ke main

    ek din huzur-e-yar mujhe bhik mein mila

    halka sa ek labon ka ishaara hi tha bahut

    phir jo mila mujhe usi tahrik mein mila

    zina meri bulandi-e-darjat ka bana

    tujh ko jo ye maza meri tazhik mein mila

    khaya tha kis ke hath se 'ehsas-ji' ne pan

    KHun-e-badan sab us ki bas ek pik mein mila

    Source:

    Mohabbat Kar Ke Dekho Na (Pg. 45)

    • Author: Farhat Ehsas
      • Edition: First
      • Publisher: Rekhta Publications
      • Year of Publication: 2019
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now