Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ek gham ki kahani hai auraq-e-shikasta par

Tahir Hanfi

ek gham ki kahani hai auraq-e-shikasta par

Tahir Hanfi

MORE BYTahir Hanfi

    ik ġham kahānī hai aurāq-e-shikasta par

    aur dil zabānī hai aurāq-e-shikasta par

    haal apnā sunānā hai ash.ār sūrat meñ

    ye umr gañvānī hai aurāq-e-shikasta par

    tahrīr pe dhabboñ sūrat jo munaqqash hai

    vo āñkhoñ paanī hai aurāq-e-shikasta par

    ruknā bhī agar chāhūñ mujh se na rukā jaa.e

    ye kaisī ravānī hai aurāq-e-shikasta par

    'tāhir' mirī āñkhoñ meñ poshīda rahī hai jo

    mūrat vo banānī hai aurāq-e-shikasta par

    ek gham ki kahani hai auraq-e-shikasta par

    aur dil ki zabani hai auraq-e-shikasta par

    haal apna sunana hai ashaar ki surat mein

    ye umr ganwani hai auraq-e-shikasta par

    tahrir pe dhabbon ki surat jo munaqqash hai

    wo aankhon ka pani hai auraq-e-shikasta par

    rukna bhi agar chahun mujh se na ruka jae

    ye kaisi rawani hai auraq-e-shikasta par

    'tahir' meri aankhon mein poshida rahi hai jo

    murat wo banani hai auraq-e-shikasta par

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now