Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

insan jab se zar ka parastar ho gaya

Mukhlis Musavviri

insan jab se zar ka parastar ho gaya

Mukhlis Musavviri

MORE BYMukhlis Musavviri

    insān jab se zar parastār ho gayā

    duniyā meñ garm qatl bāzār ho gayā

    kaise kahūñ ki a.alā hai us hasab-nasab

    kam-asl ko jo ā.ina-bardār ho gayā

    phailā rahā hai haath re.āyā ke sāmne

    majbūr kaisā vaqt muḳhtār ho gayā

    sohbat kisī faqīr milne der thī

    gumrāh shaḳhs sāhib-e-kirdār ho gayā

    qātil ko mil bhī jaa.e sazā maut to kyā

    vīrān to ġharīb ghar-bār ho gayā

    baTvārā ghar hote qismat bhī baT ga.ī

    koī ġharīb aur koī zardār ho gayā

    jab shā.irī shiin se vāqif talak nahīñ

    'muḳhlis' phir bhī turra ki fankār ho gayā

    insan jab se zar ka parastar ho gaya

    duniya mein garm qatl ka bazar ho gaya

    kaise kahun ki aala hai us ka hasab-nasab

    kam-asl ko jo aaina-bardar ho gaya

    phaila raha hai hath reaya ke samne

    majbur kaisa waqt ka muKHtar ho gaya

    sohbat kisi faqir ki milne ki der thi

    gumrah shaKHs sahib-e-kirdar ho gaya

    qatil ko mil bhi jae saza maut ki to kya

    viran to gharib ka ghar-bar ho gaya

    baTwara ghar ka hote hi qismat bhi baT gai

    koi gharib aur koi zardar ho gaya

    jab shairi ki shin se waqif talak nahin

    'muKHlis' ka phir bhi turra ki fankar ho gaya

    Source:

    Ghazlistan-e-Barar (Pg. 200)

      • Publisher: Sajid Urdu Press, Akola
      • Year of Publication: 2015
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now