Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

is jism ki hai panch anasir se banawaT

Sahir Dehlavi

is jism ki hai panch anasir se banawaT

Sahir Dehlavi

MORE BYSahir Dehlavi

    is jism hai pāñch anāsir se banāvaT

    aql-o-dil-o-pindār saarī hai bunāvaT

    haiñ hāfiza idrāk tamīz aur taḳhayyul

    afa.ali-o-ilmī ḳhamasāt us sajāvaT

    ta.amīr jin ajzā se huī ḳhāna-e-tan

    hai jaan se un sab numūdār dikhāvaT

    aate hue is tan meñ na jaate hue tan se

    hai jān-e-makīñ ko na lagāvaT na rukāvaT

    insāf mīzāñ meñ use tol to 'sāhir'

    sab sach hai nahīñ jhuuT kuchh us meñ milāvaT

    is jism ki hai panch anasir se banawaT

    aql-o-dil-o-pindar ki sari hai bunawaT

    hain hafiza idrak tamiz aur taKHayyul

    afali-o-ilmi KHamasat us ki sajawaT

    tamir jin ajza se hui KHana-e-tan ki

    hai jaan se un sab ki numudar dikhawaT

    aate hue is tan mein na jate hue tan se

    hai jaan-e-makin ko na lagawaT na rukawaT

    insaf ki mizan mein use tol to 'sahir'

    sab sach hai nahin jhuT ki kuchh us mein milawaT

    Source:

    Deewan-e-Sahir( Kufr-e-Ishq) (Pg. ebook-85 page-32)

    • Author: Sahir Dehlavi
      • Edition: 1937
      • Publisher: Imperial Printing Press, Delhi
      • Year of Publication: 1937
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now