Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

is TuTe hue dil ka sahaara hai tera gham

Ghamgeen Qureshi

is TuTe hue dil ka sahaara hai tera gham

Ghamgeen Qureshi

MORE BYGhamgeen Qureshi

    is TuuTe hue dil sahārā hai tirā ġham

    hamdard haqīqat meñ hamārā hai tirā ġham

    taufīq atā kartā hai rone har ik pal

    kyā merī tarah dard maarā hai tirā ġham

    ruḳh moḌ diyā karte haiñ tūfānoñ vo log

    jin logoñ nazroñ meñ kinārā hai tirā ġham

    barbād kiyā gulshan-e-hastī tire ġham ne

    ai dost mujhe phir bhī gavārā hai tirā ġham

    jis phuul ḳhushbū se mahak jaa.e gulistāñ

    'ġhamgīn' ko us phuul se pyārā hai tirā ġham

    is TuTe hue dil ka sahaara hai tera gham

    hamdard haqiqat mein hamara hai tera gham

    taufiq ata karta hai rone ki har ek pal

    kya meri tarah dard ka mara hai tera gham

    ruKH moD diya karte hain tufanon ka wo log

    jin logon ki nazron mein kinara hai tera gham

    barbaad kiya gulshan-e-hasti tere gham ne

    ai dost mujhe phir bhi gawara hai tera gham

    jis phul ki KHushbu se mahak jae gulistan

    'ghamgin' ko us phul se pyara hai tera gham

    Source:

    Dard-o-Gham (Pg. 61)

    • Author: Ghamgeen Qureshi
      • Publisher: Mahbob Press, Deoband
      • Year of Publication: 1986
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now