aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq kya husn kya fasana kya

Kalim Akhtar

ishq kya husn kya fasana kya

Kalim Akhtar

MORE BYKalim Akhtar

    ishq kyā husn kyā fasānā kyā

    ham na hoñge to rañg-e-duniyā kyā

    saaf kuchh bhī nazar nahīñ aatā

    aa.ina ho gayā hai dhuñdlā kyā

    aarzū ḳhvāb dil-lagī va.ada

    in gharoñdoñ pe kuchh bharosā kyā

    ishq kya husn kya fasana kya

    hum na honge to rang-e-duniya kya

    saf kuchh bhi nazar nahin aata

    aaina ho gaya hai dhundla kya

    aarzu KHwab dil-lagi wada

    in gharondon pe kuchh bharosa kya

    Source:

    Khayal aab (Pg. 56)

    • Author: kalim Akhtar
      • Edition: 2007
      • Publisher: Bazm-e-magadh
      • Year of Publication: 2007
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now