Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ishq mein unki tarah shad nahin ho sakta

Syed Sarosh Asif

ishq mein unki tarah shad nahin ho sakta

Syed Sarosh Asif

MORE BYSyed Sarosh Asif

    ishq meñ un tarah shaad nahīñ ho saktā

    ab koī 'qais' 'farhād' nahīñ ho saktā

    mere ustād ne aksar ye kahā hai mujh se

    vaqt jaisā koī ustād nahīñ ho saktā

    vo jo hamdard ho sayyād tanhā.ī se

    vo parinda kabhī āzād nahīñ ho saktā

    dasht ne mujh se kahā to rahā hai lekin

    mujhe chhoḌ ke ābād nahīñ ho saktā

    ḳhudā vaqt koī aisā atā mat karnā

    us yādoñ meñ jo barbād nahīñ ho saktā

    ishq mein un ki tarah shad nahin ho sakta

    ab koi 'qais' ya 'farhad' nahin ho sakta

    mere ustad ne aksar ye kaha hai mujh se

    waqt jaisa koi ustad nahin ho sakta

    wo jo hamdard ho sayyaad ki tanhai se

    wo parinda kabhi aazad nahin ho sakta

    dasht ne mujh se kaha ja to raha hai lekin

    tu mujhe chhoD ke aabaad nahin ho sakta

    ya KHuda waqt koi aisa ata mat karna

    us ki yaadon mein jo barbaad nahin ho sakta

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now