Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab dil mein teri yaad na aankhon mein nind thi

Lutf-ur-rahman

jab dil mein teri yaad na aankhon mein nind thi

Lutf-ur-rahman

MORE BYLutf-ur-rahman

    jab dil meñ terī yaad na āñkhoñ meñ niiñd thī

    aisī bhī ek raat mujhe kāTnī paḌī

    jis ke baġhair pul guzarnā muhāl thā

    us jān-e-jāñ yaad bhī mehmān ban ga.ī

    pahlū meñ bhī tire ġham-e-daurāñ Dar rahā

    kār-e-jahāñ ne yuuñ mirī miTTī ḳharāb

    jis ke liye ye ḳhāk-basar umr bhar rahā

    us ne dil-e-ġharīb koī ḳhabar na

    jiinā nahīñ thā khel magar tere naam par

    ham ne ye qaid-e-saḳht bhī hañs kar guzār

    jab dil mein teri yaad na aankhon mein nind thi

    aisi bhi ek raat mujhe kaTni paDi

    jis ke baghair pul ka guzarna muhaal tha

    us jaan-e-jaan ki yaad bhi mehman ban gai

    pahlu mein bhi tere gham-e-dauran ka Dar raha

    kar-e-jahan ne yun meri miTTi KHarab ki

    jis ke liye ye KHak-basar umr bhar raha

    us ne dil-e-gharib ki koi KHabar na ki

    jina nahin tha khel magar tere nam par

    hum ne ye qaid-e-saKHt bhi hans kar guzar di

    Source:

    sheerazah (Pg. 113)

    • Author: makhmoor saeedi,Parem Gopal Mittal
      • Edition: 1973
      • Publisher: P -K Publication 3072 Partap stareet gola Market -Daryaganj delhi-6
      • Year of Publication: 1973
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now