Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab dil TuTa diwane ka

Devdas Bismil

jab dil TuTa diwane ka

Devdas Bismil

MORE BYDevdas Bismil

    jab dil TuuTā dīvāne

    āġhāz huā afsāne

    tab aur sham.a lau bhaḌkī

    jab jism jalā parvāne

    jab apnā apnā apnā na rahā

    tab shikva kyā begāne

    jab apne hāthoñ zahr piyā

    kyā jurm hai tab paimāne

    jab har darvāza band huā

    bas hai dar maiḳhāne

    ab dard ke maare kaise ji.eñ

    aur rasta nahīñ mar jaane

    jab dil jalan bardāsht na ho

    kyā sāmāñ dil bahlāne

    ummīdeñ 'bismil' TuuT ga.iiñ

    kyā samjhānā dīvāne

    jab dil TuTa diwane ka

    aaghaz hua afsane ka

    tab aur shama ki lau bhaDki

    jab jism jala parwane ka

    jab apna hi apna hi apna na raha

    tab shikwa kya begane ka

    jab apne hathon zahr piya

    kya jurm hai tab paimane ka

    jab har darwaza band hua

    bas wa hai dar maiKHane ka

    ab dard ke mare kaise jien

    aur rasta nahin mar jaane ka

    jab dil ki jalan bardasht na ho

    kya saman dil bahlane ka

    ummiden 'bismil' TuT gain

    kya samjhana diwane ka

    Source:

    Gul Gulshan Gulfam (Pg. 43)

    • Author: Devdas Bismil
      • Publisher: Asbaq Publications, Pune
      • Year of Publication: 2012
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now