Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab sahar chup ho hansa lo hum ko

Bashir Badr

jab sahar chup ho hansa lo hum ko

Bashir Badr

MORE BYBashir Badr

    jab sahar chup ho hañsā lo ham ko

    jab añdherā ho jalā lo ham ko

    ham haqīqat haiñ nazar aate haiñ

    dāstānoñ meñ chhupā lo ham ko

    ḳhuun kaam ravāñ rahnā hai

    jis jagah chāho bahā lo ham ko

    din na jaa.e kahīñ shab raaz

    sub.h se pahle uThā lo ham ko

    ham zamāne ke satā.e haiñ bahut

    apne siine se lagā lo ham ko

    vaqt ke hoñT hameñ chhū leñge

    an-kahe bol haiñ lo ham ko

    jab sahar chup ho hansa lo hum ko

    jab andhera ho jala lo hum ko

    hum haqiqat hain nazar aate hain

    dastanon mein chhupa lo hum ko

    KHun ka kaam rawan rahna hai

    jis jagah chaho baha lo hum ko

    din na pa jae kahin shab ka raaz

    subh se pahle uTha lo hum ko

    hum zamane ke satae hain bahut

    apne sine se laga lo hum ko

    waqt ke honT hamein chhu lenge

    an-kahe bol hain ga lo hum ko

    Source:

    Funoon(Jadeed Ghazal Number: Volume-002) (Pg. 982)

      • Edition: 1969
      • Publisher: Ahmad Nadeem Qasmi
      • Year of Publication: 1969
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now