Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jab sine se marne ka Dar niklega

Javed Akhtar Bedi

jab sine se marne ka Dar niklega

Javed Akhtar Bedi

MORE BYJaved Akhtar Bedi

    jab siine se marne Dar niklegā

    aur kuchh ye ḳhaak paikar niklegā

    bo jo rahā huuñ amn-o-amāñ fasleñ maiñ

    dekhnā kal is ḳhaak se lashkar niklegā

    sail banegā hone idrāk kabhī

    is manzar se aur manzar niklegā

    duniyā jiite jo duniyā ho na sakī

    siine se ye armāñ mar kar niklegā

    gul-chīnoñ ke zulm koī had nahīñ

    kis din har ik shāḳh se ḳhanjar niklegā

    jidd-o-jahd jis se bāteñ hotī haiñ

    kyā hogā jab ik din muḳhbar niklegā

    'bedī' merā qadam hogā duniyā meñ

    jo hadd-e-imkāñ se bāhar niklegā

    jab sine se marne ka Dar niklega

    aur hi kuchh ye KHak ka paikar niklega

    bo jo raha hun amn-o-aman ki faslen main

    dekhna kal is KHak se lashkar niklega

    sail banega hone ka idrak kabhi

    is manzar se aur hi manzar niklega

    duniya jite ji jo duniya ho na saki

    sine se ye arman mar kar niklega

    gul-chinon ke zulm ki koi had hi nahin

    kis din har ek shaKH se KHanjar niklega

    jidd-o-jahd ki jis se baaten hoti hain

    kya hoga jab ek din muKHbar niklega

    'bedi' mera qadam hi hoga duniya mein

    jo hadd-e-imkan se bahar niklega

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now