Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jahl haiwan ki nishani hai

Abu Mohammad Syed Husain  Saifi

jahl haiwan ki nishani hai

Abu Mohammad Syed Husain Saifi

MORE BYAbu Mohammad Syed Husain Saifi

    jahl haivān nishānī hai

    aql insān nishānī hai

    na karo shoḳhiyāñ ḳhudā ke saath

    kufr tuġhyān nishānī hai

    aql bhī kis ne hai pahchāno

    shukr īmān nishānī hai

    sa.ī lāzim hai but na ban jaao

    naql be-jān nishānī hai

    ḳhanda-rūī ke saath sab se milo

    ḳhulq insān nishānī hai

    dekh lete shauq se milnā

    jaan pahchān nishānī hai

    kufr-o-shirk-o-nifāq se bachnā

    ye musalmān nishānī hai

    mutakabbir se mat milo 'saifī'

    kibr shaitān nishānī hai

    jahl haiwan ki nishani hai

    aql insan ki nishani hai

    na karo shoKHiyan KHuda ke sath

    kufr tughyan ki nishani hai

    aql bhi kis ne di hai pahchano

    shukr iman ki nishani hai

    sai lazim hai but na ban jao

    naql be-jaan ki nishani hai

    KHanda-rui ke sath sab se milo

    KHulq insan ki nishani hai

    dekh lete hi shauq se milna

    jaan pahchan ki nishani hai

    kufr-o-shirk-o-nifaq se bachna

    ye musalman ki nishani hai

    mutakabbir se mat milo 'saifi'

    kibr shaitan ki nishani hai

    Source:

    Muntakhab Deewan-e-Saifi (Pg. 71)

    • Author: Abu Mohammad Syed Husain Saifi
      • Publisher: Aazam Steam Press, Hyderabad
      • Year of Publication: 1934
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now