Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jaisa suna tha waisa hai

Paikar Yazdani

jaisa suna tha waisa hai

Paikar Yazdani

MORE BYPaikar Yazdani

    jaisā sunā thā vaisā hai

    vo mujh se bhī achchhā hai

    pyaar bāteñ kartā hai

    shāyad koī paglā hai

    us baat na radd hogī

    us ke paas to paisa hai

    mere dushman lahja

    aam ke jaisā mīThā hai

    apnī manzil duur nahīñ

    miil patthar kahtā hai

    ġhairoñ jaisī baat na kar

    to merā apnā hai

    aag aur paanī rishta

    kyā 'paikar' ho saktā hai

    jaisa suna tha waisa hai

    wo mujh se bhi achchha hai

    pyar ki baaten karta hai

    shayad koi pagla hai

    us ki baat na radd hogi

    us ke pas to paisa hai

    mere dushman ka lahja

    aam ke jaisa miTha hai

    apni manzil dur nahin

    mil ka patthar kahta hai

    ghairon jaisi baat na kar

    tu to mera apna hai

    aag aur pani ka rishta

    kya 'paikar' ho sakta hai

    Source:

    Shab-o-Roz (Pg. 74)

    • Author: Paikar Yazdani
      • Publisher: Paikar Yazdani
      • Year of Publication: 2002
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now