Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jalta raha charagh yaqin-o-guman ka

Ahmad Fakhir

jalta raha charagh yaqin-o-guman ka

Ahmad Fakhir

MORE BYAhmad Fakhir

    jaltā rahā charāġh yaqīn-o-gumān

    lekin huā na duur añdherā makān

    gandum bāliyoñ se bahut raushnī huī

    is raushnī se qarz na utrā kisān

    āñchal kisī tez havā ne uḌā diyā

    kashtī se rābta na rahā bādbān

    zaḳhm-e-navāzishāt mahaktā rahā sadā

    dekhā koī gulāb na is ān-bān

    'fāḳhir' jamī huī hai abhī tak vahīñ nigāh

    malba paḌā huā hai jahāñ us makān

    jalta raha charagh yaqin-o-guman ka

    lekin hua na dur andhera makan ka

    gandum ki baaliyon se bahut raushni hui

    is raushni se qarz na utra kisan ka

    aanchal kisi ka tez hawa ne uDa diya

    kashti se rabta na raha baadban ka

    zaKHm-e-nawazishat mahakta raha sada

    dekha koi gulab na is aan-ban ka

    'faKHir' jami hui hai abhi tak wahin nigah

    malba paDa hua hai jahan us makan ka

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now