Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jalti dopahron mein ek saya sa zer-e-ghaur hai

Ahmed Sohail

jalti dopahron mein ek saya sa zer-e-ghaur hai

Ahmed Sohail

MORE BYAhmed Sohail

    jaltī dopahroñ meñ ik saaya zer-e-ġhaur hai

    bujhtī āñkhoñ meñ koī chehra zer-e-ġhaur hai

    ab ke maiñ zinda rahūñ phir se mar jā.ūñ 'suhail'

    faisla sab ho chukā thoḌā zer-e-ġhaur hai

    itnī vīrānī meñ raushan ho tirī tasvīr kab

    is sulagte jism meñ sho.ala zer-e-ġhaur hai

    jism ke ā.īne meñ sho.ala rakhā hai savāl

    paañv zanjīr ko halqa zer-e-ġhaur hai

    niiñd uḌtī rahī ḳhvāboñ ke jañgal meñ sadā

    āsmāñ par chāñd ḳhāka zer-e-ġhaur hai

    gar ga.ī tārīḳh mere haath se ahmad 'suhail'

    ik na.e insān ḳhāka zer-e-ġhaur hai

    jalti dopahron mein ek saya sa zer-e-ghaur hai

    bujhti aankhon mein koi chehra sa zer-e-ghaur hai

    ab ke main zinda rahun ya phir se mar jaun 'suhail'

    faisla sab ho chuka thoDa sa zer-e-ghaur hai

    itni virani mein raushan ho teri taswir kab

    is sulagte jism mein shoala sa zer-e-ghaur hai

    jism ke aaine mein shoala sa rakha hai sawal

    panw ki zanjir ko halqa sa zer-e-ghaur hai

    nind uDti hi rahi KHwabon ke jangal mein sada

    aasman par chand ka KHaka sa zer-e-ghaur hai

    gar gai tariKH mere hath se ahmad 'suhail'

    ek nae insan ka KHaka sa zer-e-ghaur hai

    Source:

    Shayar (Pg. 514)

      • Year of Publication: 1997
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now