Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jalti ruton mein umr guzarne ke baad ab

Rafia Zainab

jalti ruton mein umr guzarne ke baad ab

Rafia Zainab

MORE BYRafia Zainab

    jaltī rutoñ meñ umr guzarne ke baad ab

    sarshār ek sāya-e-rahmat ne kar diyā

    itnā to ḳhud ḳhudā ne banāyā nahīñ hameñ

    jitnā hasīn aap sohbat ne kar diyā

    chāheñ kisī ko aur vo hāsil bhī ho hameñ

    ye kis tarah mo.ajiza qismat ne kar diyā

    is zindagī ke saare masā.il hal sanam

    is zindagī meñ aap shirkat ne kar diyā

    din-bhar hañsī-ḳhushī se guzarne ke baad phir

    ham ko udaas shaam rangat ne kar diyā

    jalti ruton mein umr guzarne ke baad ab

    sarshaar ek saya-e-rahmat ne kar diya

    itna to KHud KHuda ne banaya nahin hamein

    jitna hasin aap ki sohbat ne kar diya

    chahen kisi ko aur wo hasil bhi ho hamein

    ye kis tarah ka moajiza qismat ne kar diya

    is zindagi ke sare masail ka hal sanam

    is zindagi mein aap ki shirkat ne kar diya

    din-bhar hansi-KHushi se guzarne ke baad phir

    hum ko udas sham ki rangat ne kar diya

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now