Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jalwa-ha-e-zindagi ko kya kahen

Altaf Ahmad Aazmi

jalwa-ha-e-zindagi ko kya kahen

Altaf Ahmad Aazmi

MORE BYAltaf Ahmad Aazmi

    jalva-hā-e-zindagī ko kyā kaheñ

    chaar din chāñdnī ko kyā kaheñ

    dekhte haiñ chehra-e-ḳhāshāk bhī

    phuul terī tāzgī ko kyā kaheñ

    tifl-e-maktab nazar bhī kyā nazar

    aql terī rahbarī ko kyā kaheñ

    āñdhiyoñ se dekhiye us ġhurūr

    ḳhāk-e-pā ājizī ko kyā kaheñ

    dil ġham-o-andoh se ḳhālī to ho

    lāla-o-gul hañsī ko kyā kaheñ

    kuchh nahīñ sab khel hai taqdīr

    vaqt terī be-ruḳhī ko kyā kaheñ

    sab se kah detā hai 'ahmad' hāl-e-dil

    us ke dil sādgī ko kyā kaheñ

    jalwa-ha-e-zindagi ko kya kahen

    chaar din ki chandni ko kya kahen

    dekhte hain chehra-e-KHashak bhi

    phul teri tazgi ko kya kahen

    tifl-e-maktab ki nazar bhi kya nazar

    aql teri rahbari ko kya kahen

    aandhiyon se dekhiye us ka ghurur

    KHak-e-pa ki aajizi ko kya kahen

    dil gham-o-andoh se KHali to ho

    lala-o-gul ki hansi ko kya kahen

    kuchh nahin sab khel hai taqdir ka

    waqt teri be-ruKHi ko kya kahen

    sab se kah deta hai 'ahmad' haal-e-dil

    us ke dil ki sadgi ko kya kahen

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now