Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jhank kar aankhon mein uski aaj phir sanwra hun main

Piyush Awasthi

jhank kar aankhon mein uski aaj phir sanwra hun main

Piyush Awasthi

MORE BYPiyush Awasthi

    jhāñk kar āñkhoñ meñ us aaj phir sañvrā huuñ maiñ

    ā.inoñ musalsal us ko ab paḌhtā huuñ maiñ

    pyaar amrit to maiñ ne liyā hai is qadar

    maar kar aazmā le ab kahāñ martā huuñ maiñ

    boltā rahtā to huuñ Dartā huuñ kyā Dartā huuñ kyā

    sach kahūñ duniyā se terī ab bahut Dartā huuñ maiñ

    maiñ samundar huuñ mirā apnā Thikānā hai koī

    rāstoñ ke vāste to sirf ik dariyā huuñ maiñ

    kuchh safar aise bhī jin meñ rahguzar bhī gum haiñ

    aap bhī rakhte chaliye kuchh nishāñ rakhtā huuñ maiñ

    jhank kar aankhon mein us ki aaj phir sanwra hun main

    aainon sa hi musalsal us ko ab paDhta hun main

    pyar ka amrit to main ne pi liya hai is qadar

    mar kar tu aazma le ab kahan marta hun main

    bolta rahta to hun Darta hun kya Darta hun kya

    sach kahun duniya se teri ab bahut Darta hun main

    main samundar hun mera apna Thikana hai koi

    raston ke waste to sirf ek dariya hun main

    kuchh safar aise bhi jin mein rahguzar bhi gum si hain

    aap bhi rakhte hi chaliye kuchh nishan rakhta hun main

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now