Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jiddaten dekhiye sahra mein bhi diwanon ki

Rasheed lakhnavi

jiddaten dekhiye sahra mein bhi diwanon ki

Rasheed lakhnavi

MORE BYRasheed lakhnavi

    jiddateñ dekhiye sahrā meñ bhī dīvānoñ

    roz ik vaz.a badalte haiñ garebānoñ

    be-ruḳhī dekhiye khiñchte hue paikānoñ

    bastiyāñ luuTe liye jaate haiñ armānoñ

    aaj ham ro.e bahut dekh ke tasvīr-e-bahār

    yaad taaza huī bhūle hue afsānoñ

    kījiye sāl-girah fasl-e-bahār aa pahuñchī

    beḌiyāñ phir se badalvā.iye dīvānoñ

    man.a karte the gire aañkh se kyoñ ashk-e-'rashīd'

    aabrū khoī chhalakte hue paimānoñ

    jiddaten dekhiye sahra mein bhi diwanon ki

    roz ek waza badalte hain garebanon ki

    be-ruKHi dekhiye khinchte hue paikanon ki

    bastiyan luTe liye jate hain armanon ki

    aaj hum roe bahut dekh ke taswir-e-bahaar

    yaad taza hui bhule hue afsanon ki

    kijiye sal-girah fasl-e-bahaar aa pahunchi

    beDiyan phir se badalwaiye diwanon ki

    mana karte the gire aankh se kyon ashk-e-'rashid'

    aabru khoi chhalakte hue paimanon ki

    Source:

    غزل اس نے چھیڑی (Pg. 122)

    • Author: فرحت احساس
      • Publisher: ریختہ بکس بی۔37،سیکٹر۔1،نوئیڈا
      • Year of Publication: 2017
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now