Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jidhar dekhiye hai qayamat ki duniya

Mohammad Faizullah Faiz

jidhar dekhiye hai qayamat ki duniya

Mohammad Faizullah Faiz

MORE BYMohammad Faizullah Faiz

    jidhar dekhiye hai qayāmat duniyā

    musībat hai goyā mohabbat duniyā

    tire husn nūr-afshāniyoñ se

    hai ma.amūr har dam mohabbat duniyā

    dil-e-muztarib aisā mumkin kahāñ hai

    masarrat dikhā.e mohabbat duniyā

    kabhī hasratoñ se kabhī āfatoñ se

    hai ābād har-dam mohabbat duniyā

    na 'faiz' duniyā rañgīniyoñ par

    sarāsar hai dhoka mohabbat duniyā

    jidhar dekhiye hai qayamat ki duniya

    musibat hai goya mohabbat ki duniya

    tere husn ki nur-afshaniyon se

    hai mamur har dam mohabbat ki duniya

    dil-e-muztarib aisa mumkin kahan hai

    masarrat dikhae mohabbat ki duniya

    kabhi hasraton se kabhi aafaton se

    hai aabaad har-dam mohabbat ki duniya

    na ja 'faiz' duniya ki ranginiyon par

    sarasar hai dhoka mohabbat ki duniya

    Source:

    ahsasat-e-faiz (Pg. B-80 E-82)

    • Author: Mohammad Faizullah Faiz
      • Edition: 2015
      • Publisher: Mohammad Faizullah Faiz
      • Year of Publication: 2015
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now