Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

ji raha hun Thik bhi hun aap ki hi main bala se

Ankit Maurya

ji raha hun Thik bhi hun aap ki hi main bala se

Ankit Maurya

MORE BYAnkit Maurya

    rahā huuñ Thiik bhī huuñ aap maiñ balā se

    dard mujh ko mil rahe haiñ aap bas duā se

    haal merā jo huā hai hai mohabbat natīja

    Thiik to honā nahīñ hai ab ye kaisī bhī davā se

    kahānī aur koī likh de hisse meñ mere

    mirā uktā gayā hai ḳhudā ab is kathā se

    gar milānā nahīñ thā to milāyā kyoñ hameñ phir

    maiñ ne to is baat pe kar lenā hai jhagḌā ḳhudā se

    zulf ko us chheḌo mat karo us ko pareshāñ

    iltijā ye roz kartā huuñ maiñ zālim havā se

    ji raha hun Thik bhi hun aap ki hi main bala se

    dard mujh ko mil rahe hain aap ki hi bas dua se

    haal mera jo hua hai hai mohabbat ka natija

    Thik to hona nahin hai ab ye kaisi bhi dawa se

    tu kahani aur koi likh de na hisse mein mere

    ji mera ukta gaya hai ya KHuda ab is katha se

    gar milana hi nahin tha to milaya kyon hamein phir

    main ne to is baat pe kar lena hai jhagDa KHuda se

    zulf ko us ki na chheDo mat karo us ko pareshan

    iltija ye roz hi karta hun main zalim hawa se

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now