Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jiwan-bhar ki aas hai tu

Atiq Ur Rehman Safi

jiwan-bhar ki aas hai tu

Atiq Ur Rehman Safi

MORE BYAtiq Ur Rehman Safi

    jīvan-bhar aas hai

    jiine ehsās hai

    tan se hai duur magar

    man ke phir bhī paas hai

    shāyad hai ek sarāb

    lekin merī pyaas hai

    tujh se ho jaise baqā

    aisā ik ehsās hai

    bazm ho tanhā.ī ho

    har dil ko raas hai

    jiwan-bhar ki aas hai tu

    jine ka ehsas hai tu

    tan se hai tu dur magar

    man ke phir bhi pas hai tu

    shayad tu hai ek sarab

    lekin meri pyas hai tu

    tujh hi se ho jaise baqa

    aisa ek ehsas hai tu

    bazm ho ya tanhai ho

    har ja dil ko ras hai tu

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now