Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jis mein sauda nahin wo sar hi nahin

Bekhud Badayuni

jis mein sauda nahin wo sar hi nahin

Bekhud Badayuni

MORE BYBekhud Badayuni

    jis meñ saudā nahīñ vo sar nahīñ

    dard jis meñ nahīñ jigar nahīñ

    log kahte haiñ vo bhī haiñ bechain

    kuchh ye be-tābiyāñ idhar nahīñ

    dil kahāñ jo dard-e-dil na ho

    sar kahāñ jo dard-e-sar nahīñ

    be-ḳhabar jin yaad meñ haiñ ham

    ḳhair se un ko kuchh ḳhabar nahīñ

    'beḳhud'-e-mahv o shikva-hā-e-itāb

    is manush to vo bashar nahīñ

    jis mein sauda nahin wo sar hi nahin

    dard jis mein nahin jigar hi nahin

    log kahte hain wo bhi hain bechain

    kuchh ye be-tabiyan idhar hi nahin

    dil kahan ka jo dard-e-dil hi na ho

    sar kahan ka jo dard-e-sar hi nahin

    be-KHabar jin ki yaad mein hain hum

    KHair se un ko kuchh KHabar hi nahin

    'beKHud'-e-mahw o shikwa-ha-e-itab

    is manush ka to wo bashar hi nahin

    Source:

    Intekhab-e-Sukhan(Jild-2) (Pg. 186)

    • Author: Hasrat Mohani
      • Edition: 1983
      • Publisher: uttar pradesh urdu academy
      • Year of Publication: 1983
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now