Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jis zaKHm ki ho sakti ho tadbir rafu ki

Mirza Ghalib

jis zaKHm ki ho sakti ho tadbir rafu ki

Mirza Ghalib

MORE BYMirza Ghalib

    jis zaḳhm ho saktī ho tadbīr rafū

    likh dījiyo rab use qismat meñ adū

    a wound which can by stitching seal and find its remedy

    such wound, O lord, you may write in my rival's destiny

    achchhā hai sar-añgusht-e-hinā.ī tasavvur

    dil meñ nazar aatī to hai ik buuñd lahū

    tis good that thought of henna painted fingers comes to mind

    for, in my heart, a drop of blood I now at least can find

    kyuuñ Darte ho ushshāq be-hauslagī se

    yaañ to koī suntā nahīñ fariyād kisū

    what reason that you are afraid that lovers lack restraint

    for none here pays slightest heed to anybody's plaint

    dashne ne kabhī muñh na lagāyā ho jigar ko

    ḳhanjar ne kabhī baat na pūchhī ho gulū

    alas a hundred times alas my end I didn't attain

    I, for a bellicose beloved, longing did remain

    sad-haif vo nākām ki ik umr se 'ġhālib'

    hasrat meñ rahe ek but-e-arbada-jū

    to bring my liver to its lips a dagger never tried

    and conversation with a knife, my throat too was denied

    go zindagi-e-zāhid-e-be-chāra abas hai

    itnā hai ki rahtī to hai tadbīr vazū

    jis zaKHm ki ho sakti ho tadbir rafu ki

    likh dijiyo ya rab use qismat mein adu ki

    a wound which can by stitching seal and find its remedy

    such wound, O lord, you may write in my rival's destiny

    achchha hai sar-angusht-e-hinai ka tasawwur

    dil mein nazar aati to hai ek bund lahu ki

    tis good that thought of henna painted fingers comes to mind

    for, in my heart, a drop of blood I now at least can find

    kyun Darte ho ushshaq ki be-hauslagi se

    yan to koi sunta nahin fariyaad kisu ki

    what reason that you are afraid that lovers lack restraint

    for none here pays slightest heed to anybody's plaint

    dashne ne kabhi munh na lagaya ho jigar ko

    KHanjar ne kabhi baat na puchhi ho gulu ki

    alas a hundred times alas my end I didn't attain

    I, for a bellicose beloved, longing did remain

    sad-haif wo nakaam ki ek umr se 'ghaalib'

    hasrat mein rahe ek but-e-arbada-ju ki

    to bring my liver to its lips a dagger never tried

    and conversation with a knife, my throat too was denied

    go zindagi-e-zahid-e-be-chaara abas hai

    itna hai ki rahti to hai tadbir wazu ki

    Source:

    Deewan-e-Ghalib Jadeed (Pg. 410)

    • Author: Mirza Ghalib
      • Publisher: Madhya Pradesh Urdu Academy, Bhopal
      • Year of Publication: 1982
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now