jise dekho yahi kahta milega
jise dekho yahī kahtā milegā
vafā kī raah meñ dhoka milegā
jo haiñ dushman to un meñ dekh lenā
saf-e-āḳhir meñ ik apnā milegā
maiñ tere saath huuñ har rah-guzar par
mirā siina tujhe chauḌā milegā
rakhī hai jis meñ rab ne kāmyābī
sahīfa taaq meñ rakkhā milegā
kahīñ tujh ko milā gar 'shād' ab ke
tire hī ḳhvāb ko buntā milegā
jise dekho yahi kahta milega
wafa ki rah mein dhoka milega
jo hain dushman to un mein dekh lena
saf-e-aKHir mein ek apna milega
main tere sath hun har rah-guzar par
mera sina tujhe chauDa milega
rakhi hai jis mein rab ne kaamyabi
sahifa taq mein rakkha milega
kahin tujh ko mila gar 'shad' ab ke
tere hi KHwab ko bunta milega
Additional information available
Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.
About this sher
Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.
rare Unpublished content
This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.