Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jitni taswiren thin meri

Neelma Naheed Durrani

jitni taswiren thin meri

Neelma Naheed Durrani

MORE BYNeelma Naheed Durrani

    jitnī tasvīreñ thiiñ merī

    merī har tasvīr meñ vo thī

    jitnī tahrīreñ thī merī

    merī har tahrīr meñ vo thī

    jitne mere rishte-nāte

    merī har zanjīr meñ vo thī

    merī har ik jiit meñ shāmil

    merī har taqdīr meñ vo thī

    sab kuchh paayā us duā se

    merī har jāgīr meñ vo thī

    jitni taswiren thin meri

    meri har taswir mein wo thi

    jitni tahriren thi meri

    meri har tahrir mein wo thi

    jitne mere rishte-nate

    meri har zanjir mein wo thi

    meri har ek jit mein shamil

    meri har taqdir mein wo thi

    sab kuchh paya us ki dua se

    meri har jagir mein wo thi

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now