Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jo apne shane nahin lagenge

Annkit Gautam

jo apne shane nahin lagenge

Annkit Gautam

MORE BYAnnkit Gautam

    jo apne shāne nahīñ lageñge

    kabhī Thikāne nahīñ lageñge

    ḳhudā banāte hue ye sajde

    kamī banāne nahīñ lageñge

    ham apne andar ham apne bāhar

    hameñ zamāne nahīñ lageñge

    kamī rahegī kamī rahegī

    kuchh ik ḳhazāne nahīñ lageñge

    ye chand taare ye peḌ paude

    hameñ thakāne nahīñ lageñge

    jo apne shane nahin lagenge

    kabhi Thikane nahin lagenge

    KHuda banate hue ye sajde

    kami banane nahin lagenge

    hum apne andar hum apne bahar

    hamein zamane nahin lagenge

    kami rahegi kami rahegi

    kuchh ek KHazane nahin lagenge

    ye chand tare ye peD paude

    hamein thakane nahin lagenge

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now