Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jo bhed asl tha wo to kabhi khula hi nahin

Shahid Jameel

jo bhed asl tha wo to kabhi khula hi nahin

Shahid Jameel

MORE BYShahid Jameel

    jo bhed asl thā vo to kabhī khulā nahīñ

    maiñ jis aks huuñ vo merā aa.ina nahīñ

    udaas baiThā hai ā.īna bechne vaalā

    ki is mahal meñ koī ḳhud ko jāntā nahīñ

    ham apnī dastakeñ mahfūz rakh ke kyā karte

    kisī makān meñ darvāza koī thā nahīñ

    bhaTaktī phirtī haiñ yādoñ kashtiyāñ kyā kyā

    ajab hai dil samundar ki rāsta nahīñ

    na koī Dor na bandhan na rāsta na ġhubār

    yahī ki us ke mire biich fāsla nahīñ

    jo bhed asl tha wo to kabhi khula hi nahin

    main jis ka aks hun wo mera aaina hi nahin

    udas baiTha hai aaina bechne wala

    ki is mahal mein koi KHud ko jaanta hi nahin

    hum apni dastaken mahfuz rakh ke kya karte

    kisi makan mein darwaza koi tha hi nahin

    bhaTakti phirti hain yaadon ki kashtiyan kya kya

    ajab hai dil ka samundar ki rasta hi nahin

    na koi Dor na bandhan na rasta na ghubar

    yahi ki us ke mere bich fasla hi nahin

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now