Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jo ghalat hai wo sahi ho jaega

Shyam Vashishtha Shahid

jo ghalat hai wo sahi ho jaega

Shyam Vashishtha Shahid

MORE BYShyam Vashishtha Shahid

    jo ġhalat hai vo sahī ho jā.egā

    aadmī jab aadmī ho jā.egā

    gar samundar taraf chaltā rahā

    bahte bahte nadī ho jā.egā

    vaqt shāḳhoñ se jo TuuTā nahīñ

    vo har ik lamha sadī ho jā.egā

    kaam terā ruk gayā to fikr kyā

    ab nahīñ to phir kabhī ho jā.egā

    jo samay taal sur ban gayā

    vo samay bāñsurī ho jā.egā

    zindagī qadr karnā siikh le

    kisī zindagī ho jā.egā

    jo ghalat hai wo sahi ho jaega

    aadmi jab aadmi ho jaega

    gar samundar ki taraf chalta raha

    bahte bahte tu nadi ho jaega

    waqt ki shaKHon se jo TuTa nahin

    wo har ek lamha sadi ho jaega

    kaam tera ruk gaya to fikr kya

    ab nahin to phir kabhi ho jaega

    jo samay ki tal ka sur ban gaya

    wo samay ki bansuri ho jaega

    zindagi ki qadr karna sikh le

    tu kisi ki zindagi ho jaega

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now