Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jo gaya phir wo yaad aaya nahin

Razi Abidi

jo gaya phir wo yaad aaya nahin

Razi Abidi

MORE BYRazi Abidi

    jo gayā phir vo yaad aaya nahīñ

    ham ne duniyā se dil lagāyā nahīñ

    aañkh kholo koī to sham.a jalāo

    raat hai gesuoñ saayā nahīñ

    jaane kyā kyā shikāyateñ hotīñ

    shukr hai ham ne āzmāyā nahīñ

    jo gaya phir wo yaad aaya nahin

    hum ne duniya se dil lagaya nahin

    aankh kholo koi to shama jalao

    raat hai gesuon ka saya nahin

    jaane kya kya shikayaten hotin

    shukr hai hum ne aazmaya nahin

    Source:

    Kuch Ghazlen Kuch Nazmen (Pg. 23)

    • Author: Razi Abidi
      • Publisher: Fiction House, Lahore
      • Year of Publication: 1998
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now