Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jo ho jae dushman wo sahir kisi ka

Basir Tonki

jo ho jae dushman wo sahir kisi ka

Basir Tonki

MORE BYBasir Tonki

    jo ho jaa.e dushman vo sāhir kisī

    yahīñ hashr ho jaa.e āḳhir kisī

    jafāoñ se apnī kiyā mujh pe jaadū

    milā mujh ko tohfa ye nādir kisī

    badal le jo apnī burī har ravish ko

    to ho jaa.e bātin bhī tāhir kisī

    akele ab zindagī mat guzāro

    tumheñ bhī to honā hai āḳhir kisī

    hai ab bhī mire dil meñ kuchh yaad baaqī

    mohabbat se milnā vo 'bāsir' kisī

    jo ho jae dushman wo sahir kisi ka

    yahin hashr ho jae aaKHir kisi ka

    jafaon se apni kiya mujh pe jadu

    mila mujh ko tohfa ye nadir kisi ka

    badal le jo apni buri har rawish ko

    to ho jae baatin bhi tahir kisi ka

    akele hi ab zindagi mat guzaro

    tumhein bhi to hona hai aaKHir kisi ka

    hai ab bhi mere dil mein kuchh yaad baqi

    mohabbat se milna wo 'basir' kisi ka

    Source :
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now