Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jo kuchh mujhse kamaya ja raha hai

Gayatri Mehta

jo kuchh mujhse kamaya ja raha hai

Gayatri Mehta

MORE BYGayatri Mehta

  jo kuchh mujh se kamāyā rahā hai

  mahz ghar kirāya rahā hai

  subūtoñ ko miTāyā rahā hai

  yuuñ sach qad ghaTāyā rahā hai

  vo patthar se ziyāda kuchh nahīñ hai

  to phir sar kyoñ jhukāyā rahā hai

  nahīñ niyyat madad haath phir bhī

  baḌhāne ko baḌhāyā rahā hai

  haqīqat ham se hai muñh pher baiThī

  so ḳhvāboñ ko jagāyā rahā hai

  alag maiñ bhiiḌ se chalne lagī huuñ

  mujhe pāgal batāyā rahā hai

  jo kuchh mujh se kamaya ja raha hai

  mahz ghar ka kiraya ja raha hai

  subuton ko miTaya ja raha hai

  yun sach ka qad ghaTaya ja raha hai

  wo patthar se ziyaada kuchh nahin hai

  to phir sar kyon jhukaya ja raha hai

  nahin niyyat madad ki hath phir bhi

  baDhane ko baDhaya ja raha hai

  haqiqat hum se hai munh pher baiThi

  so KHwabon ko jagaya ja raha hai

  alag main bhiD se chalne lagi hun

  mujhe pagal bataya ja raha hai

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  ગુજરાતી ભાષા-સાહિત્યનો મંચ : રેખ્તા ગુજરાતી

  મધ્યકાલથી લઈ સાંપ્રત સમય સુધીની ચૂંટેલી કવિતાનો ખજાનો હવે છે માત્ર એક ક્લિક પર. સાથે સાથે સાહિત્યિક વીડિયો અને શબ્દકોશની સગવડ પણ છે. સંતસાહિત્ય, ડાયસ્પોરા સાહિત્ય, પ્રતિબદ્ધ સાહિત્ય અને ગુજરાતના અનેક ઐતિહાસિક પુસ્તકાલયોના દુર્લભ પુસ્તકો પણ તમે રેખ્તા ગુજરાતી પર વાંચી શકશો

  0
  COMMENTS
  VIEW COMMENTS VIEW COMMENTS

  Additional information available

  Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

  OKAY

  About this sher

  Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

  Close

  rare Unpublished content

  This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

  OKAY

  Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

  GET YOUR PASS
  Speak Now