Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jo qissa tha KHud se chhupaya hua

Shuja Khaavar

jo qissa tha KHud se chhupaya hua

Shuja Khaavar

MORE BYShuja Khaavar

    jo qissa thā ḳhud se chhupāyā huā

    vo thā shahr bhar ko sunāyā huā

    muḳhālif se sulh-o-safā.ī jo

    ka.ī dostoñ safāyā huā

    jo mahfil meñ pahchāntā tak na thā

    tasavvur meñ baiThā hai aayā huā

    har ik zaḳhm jā.egā mere saath

    namak sab ne hai merā khāyā huā

    nazar aa rahā hai jo vo āsmāñ

    ye hai mere rab banāyā huā

    jo qissa tha KHud se chhupaya hua

    wo tha shahr bhar ko sunaya hua

    muKHalif se sulh-o-safai jo ki

    kai doston ka safaya hua

    jo mahfil mein pahchanta tak na tha

    tasawwur mein baiTha hai aaya hua

    har ek zaKHm jaega mere hi sath

    namak sab ne hai mera khaya hua

    nazar aa raha hai jo wo aasman

    ye hai mere rab ka banaya hua

    RECITATIONS

    Nomaan Shauque

    Nomaan Shauque,

    Nomaan Shauque

    jo qissa tha KHud se chhupaya hua Nomaan Shauque

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now