Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

jo tha riya se pak zamana kahan gaya

Aghaz Buldanvi

jo tha riya se pak zamana kahan gaya

Aghaz Buldanvi

MORE BYAghaz Buldanvi

    jo thā riyā se paak zamāna kahāñ gayā

    vo daur zindagī suhānā kahāñ gayā

    har chain ke kis liye bechain hai bashar

    paatā thā vo sukūñ jo Thikānā kahāñ gayā

    māhaul kyoñ hai aaj gulistāñ mātamī

    vo bulbuloñ shor machānā kahāñ gayā

    aate the jhiil par jo parinde kahāñ ga.e

    un jo thā vo Thor-Thikāna kahāñ gayā

    jo tha riya se pak zamana kahan gaya

    wo daur zindagi ka suhana kahan gaya

    har chain pa ke kis liye bechain hai bashar

    pata tha wo sukun jo Thikana kahan gaya

    mahaul kyon hai aaj gulistan ka matami

    wo bulbulon ka shor machana kahan gaya

    aate the jhil par jo parinde kahan gae

    un ka jo tha wo Thor-Thikana kahan gaya

    Source:

    Naye Safar Ka Aaghaz (Pg. 34)

    • Author: Aghaz Buldanvi
      • Publisher: Asbaq Publications, Pune
      • Year of Publication: 2010
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now