Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

junun ko tari na karta to aur kya karta

Umr Daraz Hashir

junun ko tari na karta to aur kya karta

Umr Daraz Hashir

MORE BYUmr Daraz Hashir

    junūñ ko taarī na kartā to aur kyā kartā

    faqīr mastī na kartā to aur kyā kartā

    mire alāva koī ham-safar na thā merā

    maiñ ḳhud-kalāmī na kartā to aur kyā kartā

    maiñ aa gayā thā mohabbat āḳhirī had tak

    maiñ bevafā.ī na kartā to aur kyā kartā

    samā ga.ī thī mire sar meñ rail chhuk chhuk

    maiñ ḳhud-kushī na kartā to aur kyā kartā

    vo sīdhī baat hamesha ulaT samajhtā thā

    maiñ baat ulTī na kartā to aur kyā kartā

    maiñ sunñā chāhtā thā shor apne andar

    maiñ band khiḌkī na kartā to aur kyā kartā

    junun ko tari na karta to aur kya karta

    faqir masti na karta to aur kya karta

    mere alawa koi ham-safar na tha mera

    main KHud-kalami na karta to aur kya karta

    main aa gaya tha mohabbat ki aaKHiri had tak

    main bewafai na karta to aur kya karta

    sama gai thi mere sar mein rail ki chhuk chhuk

    main KHud-kushi hi na karta to aur kya karta

    wo sidhi baat hamesha ulaT samajhta tha

    main baat ulTi na karta to aur kya karta

    main sunna chahta tha shor apne andar ka

    main band khiDki na karta to aur kya karta

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now