Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

junun ne zahr ka piyala piya aahista aahista

Talat Isharat

junun ne zahr ka piyala piya aahista aahista

Talat Isharat

MORE BYTalat Isharat

    junūñ ne zahr piyāla piyā āhista āhista

    ye sho'la raakh meñ Dhalne lagā āhista āhista

    bahut nāzuk haiñ ehsāsāt ham armāñ-parastoñ ke

    na ham ko Thes lag jaa.e sabā āhista āhista

    bajā sāz-e-vafā lekin zarā dhīme bajā mutrib

    bapā hai hashr dil meñ sadā āhista āhista

    ḳhushī ek ek lamha ḳhirāj-e-zīst le legā

    ye dil ke TūTne silsila āhista āhista

    ye kaisā moḌ hai behis zamāna-sāz qātil

    sulagtī hai tamannā chitā āhista āhista

    junun ne zahr ka piyala piya aahista aahista

    ye sho'la rakh mein Dhalne laga aahista aahista

    bahut nazuk hain ehsasat hum arman-paraston ke

    na hum ko Thes lag jae saba aahista aahista

    baja saz-e-wafa lekin zara dhime baja mutrib

    bapa hai hashr sa dil mein sada aahista aahista

    KHushi ka ek ek lamha KHiraj-e-zist le lega

    ye dil ke TuTne ka silsila aahista aahista

    ye kaisa moD hai behis zamana-saz ya qatil

    sulagti hai tamanna ki chita aahista aahista

    Source:

    Rooh-e-Ghazal,Pachas Sala Intekhab (Pg. 701)

      • Edition: 1993
      • Publisher: Anjuman-e-Rooh-e-Adab, Allahabad
      • Year of Publication: 1993
    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now