Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

junun tabdili-e-mausam ka taqriron ki had tak hai

Saleem Kausar

junun tabdili-e-mausam ka taqriron ki had tak hai

Saleem Kausar

MORE BYSaleem Kausar

    junūñ tabdili-e-mausam taqrīroñ had tak hai

    yahāñ jo kuchh nazar aatā hai tasvīroñ had tak hai

    ġhubār āsār kartī hai musāfir ko subuk-gāmī

    tilism-e-manzil-e-hastī to rahgīroñ had tak hai

    zamāne ne ġham ko bhī numā.ish kar diyā āḳhir

    nashāt-e-girya-o-mātam bhī zanjīroñ had tak hai

    junun tabdili-e-mausam ka taqriron ki had tak hai

    yahan jo kuchh nazar aata hai taswiron ki had tak hai

    ghubar aasar karti hai musafir ko subuk-gami

    tilism-e-manzil-e-hasti to rahgiron ki had tak hai

    zamane tu ne gham ko bhi numaish kar diya aaKHir

    nashat-e-girya-o-matam bhi zanjiron ki had tak hai

    Source:

    duniya aarzoo se kam hai (Pg. 136)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now