Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kaam kuchh aa na saki rasm-e-shanasai bhi

Mushfiq Khwaja

kaam kuchh aa na saki rasm-e-shanasai bhi

Mushfiq Khwaja

MORE BYMushfiq Khwaja

    kaam kuchh aa na sakī rasm-e-shanāsā.ī bhī

    shāmil-e-bazm thī shāyad mirī tanhā.ī bhī

    kaash apnī talab meñ kabhī pahuñche mujh tak

    terā aa.ina hai chashm-e-tamāshā.ī bhī

    sahl mat samjho mire shauq nākāmī ko

    muft miltī hai kahīñ izzat-e-rusvā.ī bhī

    chashm-e-be-ḳhvāb meñ hai ḳhvāb sūrat ik shaḳhs

    ḳhud se ġhāfil bhī hai aur mahv-e-ḳhud-ārā.ī bhī

    ḳhair maiñ to isī qābil thā magar ye to batā

    zindagī kyā kisī ko kabhī raas aa.ī bhī

    kaam kuchh aa na saki rasm-e-shanasai bhi

    shamil-e-bazm thi shayad meri tanhai bhi

    kash tu apni talab mein kabhi pahunche mujh tak

    tera hi aaina hai chashm-e-tamashai bhi

    sahl mat samjho mere shauq ki nakaami ko

    muft milti hai kahin izzat-e-ruswai bhi

    chashm-e-be-KHwab mein hai KHwab ki surat ek shaKHs

    KHud se ghafil bhi hai aur mahw-e-KHud-arai bhi

    KHair main to isi qabil tha magar ye to bata

    zindagi kya tu kisi ko kabhi ras aai bhi

    Source:

    Abyaat (Pg. 89)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now