Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kanTa tha chashm-e-yas mein ek ek rang-e-gul

Jigar Moradabadi

kanTa tha chashm-e-yas mein ek ek rang-e-gul

Jigar Moradabadi

MORE BYJigar Moradabadi

    kāñTā thā chashm-e-yās meñ ek ek rang-e-gul

    mere liye chaman bhī bayābāñ nikal gayā

    dast-e-junūñ zof se uThnā muhāl thā

    kyā jaane kis tarah se garebāñ nikal gayā

    dil meñ to aag vahī ab tak lagī huī

    maanā ki chashm-e-shauq armāñ nikal gayā

    josh-e-junūñ se kuchh na chalī zabt-e-ishq

    sau sau jagah se aaj garebāñ nikal gayā

    kanTa tha chashm-e-yas mein ek ek rang-e-gul

    mere liye chaman bhi bayaban nikal gaya

    dast-e-junun ka zof se uThna muhaal tha

    kya jaane kis tarah se gareban nikal gaya

    dil mein to aag hi wahi ab tak lagi hui

    mana ki chashm-e-shauq ka arman nikal gaya

    josh-e-junun se kuchh na chali zabt-e-ishq ki

    sau sau jagah se aaj gareban nikal gaya

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now