Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kar-e-duniya ke taqazon ko nibhane mein kaTi

Obaid Siddiqi

kar-e-duniya ke taqazon ko nibhane mein kaTi

Obaid Siddiqi

MORE BYObaid Siddiqi

    kār-e-duniyā ke taqāzoñ ko nibhāne meñ kaTī

    zindagī ret dīvār uThāne meñ kaTī

    ab bhī raushan hai tire dil meñ mohabbat diyā

    raat phir sham-e-yaqīñ-sāz jalāne meñ kaTī

    tishnagī vo thī koī kār-e-vafā ho na sakā

    umar-e-be-māya faqat pyaas bujhāne meñ kaTī

    sā.at-e-vasl jo dekhe the ḳhad-o-ḳhāl tire

    hijr shab vahī tasvīr banāne meñ kaTī

    ek añgusht-e-shahādat ki abhī baaqī thī

    vo bhī is baar tirī samt uThāne meñ kaTī

    kar-e-duniya ke taqazon ko nibhane mein kaTi

    zindagi ret ki diwar uThane mein kaTi

    ab bhi raushan hai tere dil mein mohabbat ka diya

    raat phir sham-e-yaqin-saz jalane mein kaTi

    tishnagi wo thi koi kar-e-wafa ho na saka

    umar-e-be-maya faqat pyas bujhane mein kaTi

    saat-e-wasl jo dekhe the KHad-o-KHal tere

    hijr ki shab wahi taswir banane mein kaTi

    ek angusht-e-shahadat ki abhi baqi thi

    wo bhi is bar teri samt uThane mein kaTi

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Videos
    This video is playing from YouTube

    Obaid Siddiqi

    Obaid Siddiqi

    RECITATIONS

    Obaid Siddiqi

    Obaid Siddiqi,

    Obaid Siddiqi

    kar-e-duniya ke taqazon ko nibhane mein kaTi Obaid Siddiqi

    Source:

    Rang hava main phel raha hai (Pg. 189)

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now