Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kar-e-junun ki haalaten, kar-e-KHuda KHayal kar

Rana Amir Liyaqat

kar-e-junun ki haalaten, kar-e-KHuda KHayal kar

Rana Amir Liyaqat

MORE BYRana Amir Liyaqat

    kār-e-junūñ hālateñ, kār-e-ḳhudā ḳhayāl kar

    ishq maiñ javāb huuñ, aur koī savāl kar

    itnā to maan rakh mirā, hijr dard chakh zarā

    mujh ko tirā malāl hai, bhī mirā malāl kar

    vaqt ke inhidām meñ, dil kitāb dab ga.ī

    jaane kahāñ likhā thā tuu, sochtā huuñ nikāl kar

    ḳhvāb meñ ḳhvāb gholnā, mahñgā paḌā hai dosto

    ḳhvāb tamām ho gayā, āñkheñ mirī nikāl kar

    lauh-o-qalam ke farz par, merā ye ishq qarz hai

    us ne to merī ḳhaak bhii, rakhī nahīñ sambhāl kar

    kar-e-junun ki haalaten, kar-e-KHuda KHayal kar

    ishq ka main jawab hun, aur koi sawal kar

    itna to man rakh mira, hijr ka dard chakh zara

    mujh ko tera malal hai, tu bhi mera malal kar

    waqt ke inhidam mein, dil ki kitab dab gai

    jaane kahan likha tha tu, sochta hun nikal kar

    KHwab mein KHwab gholna, mahnga paDa hai dosto

    KHwab tamam ho gaya, aankhen meri nikal kar

    lauh-o-qalam ke farz par, mera ye ishq qarz hai

    us ne to meri KHak bhi, rakhi nahin sambhaal kar

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now