Font by Mehr Nastaliq Web

aaj ik aur baras biit gayā us ke baġhair

jis ke hote hue hote the zamāne mere

CANCEL DOWNLOAD SHER

kabhi ghuncha kabhi shoala kabhi shabnam ki tarah

Rana Sahri

kabhi ghuncha kabhi shoala kabhi shabnam ki tarah

Rana Sahri

MORE BYRana Sahri

    kabhī ġhuncha kabhī sho.ala kabhī shabnam tarah

    log milte haiñ badalte hue mausam tarah

    mere mahbūb mire pyaar ko ilzām na de

    hijr meñ iid manā.ī hai moharram tarah

    maiñ ne ḳhushbū tarah tujh ko kiyā hai mahsūs

    dil ne chheḌā hai tirī yaad ko shabnam tarah

    kaise hamdard ho tum kaisī masīhā.ī hai

    dil pe nashtar bhī lagāte ho to marham tarah

    kabhi ghuncha kabhi shoala kabhi shabnam ki tarah

    log milte hain badalte hue mausam ki tarah

    mere mahbub mere pyar ko ilzam na de

    hijr mein id manai hai moharram ki tarah

    main ne KHushbu ki tarah tujh ko kiya hai mahsus

    dil ne chheDa hai teri yaad ko shabnam ki tarah

    kaise hamdard ho tum kaisi masihai hai

    dil pe nashtar bhi lagate ho to marham ki tarah

    0
    COMMENTS
    VIEW COMMENTS

    Additional information available

    Click on the INTERESTING button to view additional information associated with this sher.

    OKAY

    About this sher

    Lorem ipsum dolor sit amet, consectetur adipiscing elit. Morbi volutpat porttitor tortor, varius dignissim.

    Close

    rare Unpublished content

    This ghazal contains ashaar not published in the public domain. These are marked by a red line on the left.

    OKAY

    Jashn-e-Rekhta | 8-9-10 December 2023 - Major Dhyan Chand National Stadium, Near India Gate - New Delhi

    GET YOUR PASS
    Speak Now